MOHABAT SHER

1.  Urdu Sher - Urdu Shayari - Mohabbat *mohabat Sher* Mohabat Shayari

 
Mohabat ke bina zindagi fizool hai
Par mahobat ke bhi aapne ussol hai
Kehte hai milti hai mohabbat mein bahut ulfaate
Par aap ho mehboob toh saab kubul hai...



Mat kar mere dost hasino se mohabbat
vo aankho se waar karti hain
maine inhi aankho se dekha hai
ki vo kitno se pyaar karti hain


Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,
Naam lab par hai aur jaan baki hai .
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai ...


Nazar ne nazar se mulaqat kar li,
rahe dono khamosh par baat karli...
Mohabbat ki fiza ko jab khush paya,
in aankhon ne roh roh ke barsaat kar li...


teri har ada mohabbat si lagti hai,
1 pal ki judaai muddat si lagti hai,
pehle nahi soch tha ab sochne lage hai hum,
jindagi k har lamho me teri zarurat si lagti hai


Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne,
afsos unhe hum par aitbar nahi,
mat pucho kya gujarti hai dil par,
jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi.. 

2. Urdu Sher - Urdu Shayari - Mohabbat (mohabat Sher) Mohabat Shayari



Mohabat ke bina zindagi fizool hai
Par mahobat ke bhi aapne ussol hai
Kehte hai milti hai mohabbat mein bahut ulfaate
Par aap ho mehboob toh saab kubul hai...



Mat kar mere dost hasino se mohabbat
vo aankho se waar karti hain
maine inhi aankho se dekha hai
ki vo kitno se pyaar karti hain


Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,
Naam lab par hai aur jaan baki hai .
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai ...


Nazar ne nazar se mulaqat kar li,
rahe dono khamosh par baat karli...
Mohabbat ki fiza ko jab khush paya,
in aankhon ne roh roh ke barsaat kar li...


teri har ada mohabbat si lagti hai,
1 pal ki judaai muddat si lagti hai,
pehle nahi soch tha ab sochne lage hai hum,
jindagi k har lamho me teri zarurat si lagti hai


Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne,
afsos unhe hum par aitbar nahi,
mat pucho kya gujarti hai dil par,
jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi.. 


3. Urdu Shayari - Urdu Sher - Mohabbat Shayari



Mohabbat tark kee maine garebaan see liya maine
Zamaane ab to khush ho zeher ye bhi pee liya maine

Unhe apna nahi sakta magar itna bhi kya kam hai
Ki kuch muddat haseen khwabon mein khokar jee liya maine

Bus ab to daaman-e-dil chod do bekaar umeedein
Bahut dukh seh liye maine bahut din jee liya maine....